Masala Dosa Recipe
Masala Dosa Recipe ke Liye Avshayak Samgri
Dosa
1. 1 1/2 Cup Chawal
2. 1/2 Cup Urad Dal
3. Namak Swad Anusar
4. Tel
Masala Dosa
1. 2 Bade Alu
2. 1 Madyam Pyaz
3. 1/2 Chamach Matar
4. 1/2 Chamach Sarson Ka Bija
5. 1/2 Chamach Haldi
6. 1-2 hari Mirchi
7. 1 Chamach Tel
8. Namak Swad Anusar
Masala Dosa Banane Ke Asaan Tarike
⦁ Alag Alag Chawal aur Urad dal ko kam se kam 8 gante tak pani me rake. Bad me unka mishran me pest bana le.
⦁ Dono ke pest ko achi tarah mila le usme namak aur toda pani dale aur use rat bar bigoye rehne de.
⦁ Pyaz aur mirchi ko toda koota le. Tave ko garma kare aur usa par toda tel dale.
⦁ Mishran ko tave par golakar akar me dale. Aur nichali satah halki buri hote hi tave se niche nikal le.
⦁ Tel garam kare usme Sarson Ka Bija dale,usme matar,Phir pyaz dale. Mishran ko dimi ancha par kam se kam 5 minat tak pakane de.
⦁ Phir usme masale hue alu dale aur mishran ko achi tarah se mila le. Dose ka jo apne kavach banaya ta usme ye masala dale aur use gola role kar le aur garama garam dose ko sambar aur chutney ke sath parose.
0 comments :
Post a Comment