Enjoy cooking
Browse through over
650,000 tasty recipes.
Home » » Chowmein Banane Ki Vidhi - Noodles

Chowmein Banane Ki Vidhi - Noodles

Written By kiran sharma on Wednesday, 10 May 2017 | May 10, 2017

Chowmein


Chowmein-How to Prepare Chowmein-Veg Chowmein-Chowmein Recipe-Chats-Snacks-Evening-Noodles-Veg Noodles-Veg Noodles Recipe-Chowmein Banane ki Vidhi-Chowmein Banane ki Asaan Tarike

 Chowmein Recipe ke Liye Avshayak Samgri

1. 200gm Noodles

2. 1 Gajar

3. 2 Shimla Mirchi

4. 1 Cup Patha Gobi

5. 2 Tebel Chamach Tel

6. 1 Choti Chamach Namak

7. Toda Kali Mirchi Pauder

8. 1 Tukda Adrak

9. 2 Choti Chamach Chilli Sauce

10. 2 Chti Chamach Soya Sauce

11. 2 Choti Chamach Sirka

Chowmein-How to Prepare Chowmein-Veg Chowmein-Chowmein Recipe-Chats-Snacks-Evening-Noodles-Veg Noodles-Veg Noodles Recipe-Chowmein Banane ki Vidhi-Chowmein Banane ki Asaan Tarike

Chowmein Banane Ke Asaan Tarike

Noodles ko toda kar toda chota kar lijiye. Kisi bartan me itana pani garam karane rakiye ki ye noodles se asani se achi tarah pani me duba sake.

Pani me ada choti chamach namak aur 2 choti chamach tel dal dijiye, pani me ubal ane ke bad noodles ko ubalte pani me daliye aur phir se ubal ane ke bad 10 minat tak aur ubal lijiye.

Uble noodles se atirikta pani nikal dijiye aur tande pani se do lijiye.

Kadahi me tel garam kijiye, adrak, gajar, shimla mirchi aur banda gobi daliye aur 2 minat tak pakayiye.

Aab noodles, namak, soya sauce, sirka, chilli sauce aur kali mirchi daliye chamache se lagatar chalate hue 2-3 minat tej aag par milayiye.

Veg chowmein taiyar hai. Garama garam chowmein chutney ya tamato sauce ke sath parosiye aur kayiye.


SHARE

About kiran sharma

0 comments :

Post a Comment