Indian Style Pasta
Indian Style Pasta Recipe ke Liye Avshayak Samgri
1. 500gm Pasta
2. 1 Pyaz Kata Hua
3. 1 Gajar Kata Hua
4. 1 Barik Kati hue Shimla Mirchi
5. 11/2 Chamach Lasun Paste
6. 4-5 Hari Mirchi
7. 4 Chamach Tomato Puri
8. 1 Chamach Chilli Sauce
9. 1 Chamach Lal Mirchi Pauder
10. 1/2 Chamach Amchur Pauder
11. Namak Swad Anusar
12. 2 Chamach Tel
13. 4 Cup Pani
Indian Style Pasta Banane Ke Asaan Tarike
⦁ Pyan me pani garam kare jab vah ubalne lage tab usme pasta dale aur toda sa namak bi. Ache se milaye aur tel ki kuch bunde dale.
⦁ Jab pasta pak jaye tab use pani se chan le aur ek kinare rak de aur tanda hone de.
⦁ Ek kadai lijiye aur usme lasun pest aur hari mirchi kati hui daliye. Use mix kar ke phir usme kate hue pyaz,gajar aur shimla mirchi daliye aur madyam anch par pakayiye.
⦁ Subjiya halki pak jaye tab usme namak dale, phir 1 Cup pani, tomato puri, garam masala, jeera pauder, lal mirchi pauder, amchur pauder, hari mirchi, kali mirchi pauder aur chilli sauce dalkar ubale.
⦁ Jab pest ublne lage tab usme pasta dale aur madyam anch par pakane de aur anch band kar de.
⦁ Toda daniya aur chisa dal akr pasta ko serv kare.
0 comments :
Post a Comment