Chicken Paratha
Chicken Paratha Recipe ke Liye Avshayak Samgri
1. 100gm Chicken Gisa hua aur Pakaya hua
2. 2 Pyaz
3. 1 Shimla Mirchi
4. 1 Chamach Adrak-Lahsun Paste
5. 2 Cup Aata
6. 1 Chamach Kali Mirchi
7. 1 Chamach Gee
8. 1 Chamach Tel
9. Namak Swad Anusar
Chicken Paratha Banane Ke Asaan Tarike
⦁ Ek pyan me tel garam kare, usme pisi kali mirch dale. Aab slaice me kate hue pyag dale aur 5-10 minat ke liye buna le.
⦁ Aab usme adrak-lahsun pest aur hari mirch kati hue dale aur 2 minat ke liye madyam anch par pakaye. Uske bad kati hue shimla mirch aur namak dale.
⦁ Aab chikna dale aur upar se chat masala chidak de.
⦁ Ise 5 minat ke liye halki anch par paka lijiye. Aab gas band kar de aur pyan ko niche utar le tatha chikan ko tanda hone ke liye rake.
⦁ Aab aata le kar uski loyi bana le aur usme cikan mishran bare. Aab parathe ko band kar ke bel le aur tave par gee dal kar paratha seka le.
⦁ Parathe ko achar ya rayathe ke sath serv kare.
0 comments :
Post a Comment