Muglai Paratha
Muglai Paratha Recipe ke Liye Avshayak Samgri
1. 1 1/2 Cup Maida
2. 2 Pyaz
3. 2 Aloo
4. 2 Hari matar
5. 2 Chamach Tel
6. 1 Cup Pani
7. Namak
8. 3 Ande
9. 4 Chamach Bread Krunch
10. 3 Chamach Tel
Muglai Paratha Banane Ke Asaan Tarike
⦁ Anda aur namak ko ek katore me mix kare. Phir usme kati hui pyag, hari daniya,, bread krunch milaye.
⦁ Dusare katore me ate me halka sa tel aur pani milakar gute.
⦁ Aab ate ki loyi ko kate aur use belkar usme 1 chamach ande wala mishran parathe ke bicha me bar kar bel le.
⦁ Phir upar uble Aloo ke tukade rake aur use paila de. Aab parathe ke kinare wale bag ko chaikor akar dete hue modhe.
⦁ Parathe ke andar ki samgri ko achi tarah se kavar kar le.
⦁ Aab pyan me halka sa tel garam kar ke usme parathe ko achi tarah se goldan brawn seke.
⦁ Ek bar ho jane ke bad anch band kare aur garama garam parathe ko sabji ya achar ke sath serv kare.
0 comments :
Post a Comment