Home
»
Poha
»
Poha Recipe - South Indian Dish
Poha
Poha Recipe ke Liye Avshayak Samgri
1. 2 Cup Mote Poha
2. 1 Madyam Pyaz Barik kata hua
3. 1/3 Chamach Rayi
4. 1/2 Chamach Jira
5. 8-10 Kadi Pathe
6. 2 Hari Mirchi Kati Hue
7. 1 Chutki hing
8. 1/4 Chamach haldi pauder
9. 1 1/2 Chamach nimbu ka ras
10. 1/2 Chamach chini
11. 2 Chamach Tel
12. Namak Swad Anusar
13. 2 Chamach barik kata hua hara daniya
Poha Banane Ke Asaan Tarike
⦁ Poha ko ek bartan me le aur pani me 2-3 bar dho le. Atirikta pani nikal de uske upar namak aur chini chidke.
⦁ Ek kadahi me 2 chamach tel garam kare. Rayi dale jab rayi putne lage tab jeera,hari mirch,kari patha aur ek chutki hing dale.
⦁ Kata hua pyaz dale aur use halke gulabi rang ka hone tak bune. Kata hua alu aur namak dale.
⦁ Achi tarah se mila le aur dakkar alu naram hone tak pakane de. Haldi pauder dale.
⦁ Achi tarah se mila le aur ek minat ke liye pakane de. Bigoye hue poha dale.
⦁ Achi tarah se milaye. 3-4 minat ke liye pakane de. Nimbu ka ras aur barik kata hua hara daniya dale.
⦁ Achi tarah se mila le. Garama garam poha parosne ke liye taiyar hai.
0 comments :
Post a Comment