Enjoy cooking
Browse through over
650,000 tasty recipes.
Home » , » Mooli Paratha Easy Recipe - Roti

Mooli Paratha Easy Recipe - Roti

Written By kiran sharma on Wednesday, 10 May 2017 | May 10, 2017

Mooli Paratha


Mooli Paratha Images-Pictures-Photos-Snaps-Snapshots-Themes-Wall Papers-Mooli Paratha Recipe-Mooli Paratha Recipes-Mooli Items-Mooli Ki Paratha-How to Make Mooli Paratha-How to Prepare Mooli Paratha-Steps for Mooli Paratha-Step by Step Procedure for Mooli Paratha-Paratha-Parathas-Parata-Mooli Paratha Recipe in Hingalish-Mooli Paratha Recipe in Hindi-Mooli Paratha Banane Ki Vidhi-Mooli Paratha Banane Ke Asaan Tarike-Morning-Nasta-Breakfast-How to Make Mooli Paratha in Home-Stuffed Mooli Paratha-Spicy Mooli Paratha-Simple Mooli Paratha-Roti


Mooli Paratha Recipe ke Liye Avshayak Samgri

1. 2 Cup Gehu ke Aata

2. 1 Cup Kadukas kia hua Mooli

3. 1/4 Cup Barik kate hue Mooli ke Pathe

4. 1 Hari Mirchi barik kati hue

5. 1/4 Te chamach Garam Masala Pauder

6. 1 Te Chamach Lal Mirchi Pauder

7. 1/4 Te Chamach Haldi Pauder

8. 3 Te Chamach Tel

9. Namak


Mooli Paratha Images-Pictures-Photos-Snaps-Snapshots-Themes-Wall Papers-Mooli Paratha Recipe-Mooli Paratha Recipes-Mooli Items-Mooli Ki Paratha-How to Make Mooli Paratha-How to Prepare Mooli Paratha-Steps for Mooli Paratha-Step by Step Procedure for Mooli Paratha-Paratha-Parathas-Parata-Mooli Paratha Recipe in Hingalish-Mooli Paratha Recipe in Hindi-Mooli Paratha Banane Ki Vidhi-Mooli Paratha Banane Ke Asaan Tarike-Morning-Nasta-Breakfast-How to Make Mooli Paratha in Home-Stuffed Mooli Paratha-Spicy Mooli Paratha-Simple Mooli Paratha-Roti



Mooli Paratha Banane Ke Asaan Tarike

Kadukas ki hue mooli ko ache se nichod kar usme se atirikta pani nikal de. Pani ko ek katore me rake, iska istemal ata gundane ke liye agle step me karenge. Ek katori me nichoda hua mooli, kate hue mooli ke pathe, kati hue hari mirchi, lal mirchi pauder, haldi pauder aur daniya pauder le.


Unhe ache se milaye. Barayi ke liye masala taiyar hai. Ise 6 barabar bago me bat le.


Ek parath me 1 1/2 cup gehu ka ata, 2 te chamach tel aur namak le. Mooli me se nichoda hua pani dale aur naram ata guta le. Agar ata gutane ke liye jyada pani ki jarurat ho to samanya pani dale. Aate ko dakkar 10 minat ke liye rahane de.


10 minat ke bad, Aate ke upar 1 te chamach tel dale aur phir se aata guta le. Aate ko 6 barabar bago me bat le aur har ek bag ko gol akar de. Pratek gole ko apni hateliyonke bicha dabakar loyi ka akar de. Ek choti plate me 1/2 cup gehu ka ata le. Ek loyi le aur use suke ate se lapet le.


Use chakle ke upar rake aur lagbag 4-5 inch vyas vale gola akar me bela le. Bicha me barayi ka ek bag rake. Beli hue roti ki kinaro charo aur se utakar bicha me layiye aur sila kare. Use phir se gole ka akar de aur halke se dabakar loyi banayiye.


Use suke aate se lapet aur dyan se lagbag 6-7 inch vyas ke gola akar me bela le. Tave ko madyam anch par garm karne rake. Jab tava garm ho tab uske upar bela hua parata dale. Jab uski satah par chote bulbule dikane lage tab use palat de.


Uski satah par 1/2 te chamach tel paila de. Aur 20 sekand ke liye pakane de. Use palate aur dusri tarap bi 1/2 te chamach tel paila de aur 30-40 sekand ke liyepakane de. Use jarurat ke anusar palate aur dono tarap halke bure rang ke dabbe dikayi de tab tak pakayiye.


Garama garam mooli parata taiyar hai. Use ek plate me nikale aur usa par batar laga de. Pudina ki chatani aur tamatar ke rayata ke sath parose.


SHARE

About kiran sharma

0 comments :

Post a Comment