Enjoy cooking
Browse through over
650,000 tasty recipes.
Home » , » Simple Methi Paratha Recipe - Methi Ki Roti

Simple Methi Paratha Recipe - Methi Ki Roti

Written By kiran sharma on Wednesday, 10 May 2017 | May 10, 2017

Methi Paratha



Methi Paratha Images-Pictures-Photos-Snaps-Snapshots-Wall Papers-Themes-Methi Paratha Recipe-Methi Paratha Recipes-Methi Items-Methi Ki Paratha-How to Make Methi Paratha-How to Prepare Methi Paratha-Steps for Methi Paratha-Step by Step Procedure for Methi Paratha-Paratha-Parathas-Parata-Methi Paratha Recipe in Hingalish-Methi Paratha Recipe in Hindi-Methi Paratha Banane Ki Vidhi-Methi Paratha Banane Ke Asaan Tarike-Morning-Nasta-Breakfast-How to Make Methi Paratha in Home-Stuffed Methi Paratha-Spicy Methi Paratha-Simple Methi Paratha-Roti



Methi Paratha Recipe ke Liye Avshayak Samgri

1. 1 1/2 Cup Gehu ka Ata

2. 1/4 Cup Besan

3. 1 Cup Methi ke Pathe

4. 1 Te Chamach Jeera

5. 1 1/2 Te Chamach Hari Mirchi-Adrak ke Paste

6. 1 Te Chamach Lal Mirchi Pauder

7. 2 Tebel Chamach Dahi

8. 1 Tebel Chamach Tel

9. Namak Swad Anusar



Methi Paratha Images-Pictures-Photos-Snaps-Snapshots-Wall Papers-Themes-Methi Paratha Recipe-Methi Paratha Recipes-Methi Items-Methi Ki Paratha-How to Make Methi Paratha-How to Prepare Methi Paratha-Steps for Methi Paratha-Step by Step Procedure for Methi Paratha-Paratha-Parathas-Parata-Methi Paratha Recipe in Hingalish-Methi Paratha Recipe in Hindi-Methi Paratha Banane Ki Vidhi-Methi Paratha Banane Ke Asaan Tarike-Morning-Nasta-Breakfast-How to Make Methi Paratha in Home-Stuffed Methi Paratha-Spicy Methi Paratha-Simple Methi Paratha-Roti


Methi Paratha Banane Ke Asaan Tarike

Methi ko saf kar le. Uske pathe toda le aur dandiya hata de.


Ek bade katore me pani bare aur usme methi ke pathe dale. Unhe lagbag 2-3 minat ke liye pani me rahane de takhi sari mitti pani me niche baita jaye. Pani me se pathe nikale aur pani peka de. Methi ke pathe barik kata le.


Ek parath me 1 cup gehu ka ata aur besan chan le. Usme jeera, hari mirchi-adrak ka pest, lal mirchi pauder, dahi, 1 tebel chamach tel, barik kate hue methi koe pathe aur namak dale.


Achi tarah se mila le. Jarurat ke anusar pani dale aur chapati ke ate ki tarah naram ata gunda le. Ate ko dakkar 20 minat ke liye seta hone ke liye rak de.


Phir se ata gunda le aur 7-8 barabar bago me bat le. Pratek bag ko gola akar de aur apni hateliyonke bicha dabakar layi bana le.


Ek choti plate me 1/2 cup suka gohu ka ata le. Ek loyi le aur use ate se lapet kar chakle ke upar rake.


Ise belan se 4-5 inch vyas ke gola akar me bel le. Parathe ke aade hisse me ek chamach ka upayoga karake toda tel laga de.


Use suke ate se lapet le aur 6-7 inch lambi vale trikona me bel le. Ek tave ko madyam anch par garm kare. Jab tava madyam garm ho tab uske upar kacha paratha rake.


Jab uski satah par chote bulbule dikane lage tab paratha ko palat de. Isme lagbag 30-40 sekand ka samay lagega. Parate ki satah par lagbag 1/2 te chamach tel saman rupa se paila de.


Lagbag 30-40 sekand ke bad parata ko palate aur dusri satah par bi 1/2 te chamach tel saman rupa se paila de.


Use palate se dire dire aur dono tarap chiti aane tak sefe.


Use ek plate me nikale aur sada dahi ya boondi rayata aur achar ke sath garam parose.


SHARE

About kiran sharma

0 comments :

Post a Comment